Teri Galiyon se jab mai Guzaru....

Teri galiyo se jab Mai guzaru.
Chehare ka tere didar Ho jaye..
laakh jhagde hon bich mai apne.
Ek nazr pakar sab fana Ho jaye...
Na tum kuch kaho na Mai kuch kahun.
Apni aankho se sare gile shikwe bya Ho jaye. Wo pehli si mohbat fir Ho jaye.
Tujhe zarurat Ho meri mujhe Teri aadat Ho jaye...
Teri galiyo se jab m guzru.
Chehre ka tere didar Ho jaye....
Dosti wo apni mukaml Ho jaye..
Ye dosti ka rang rishte m badl jaye.
Tum uthao mujhe sawere ko pyaar se.
Jab aankhe kholu nind se jaag ke..
Tumhari pyaari si muskan par dil ye machl jaye...
Kash.
Kash ye khawab sach Ho jaye.
Tum meri ruh or Mai hum tumhari zindgi Ho jaye....
Teri galiyo Se jab m guzaru..
Chehare ka tumhare didar Ho jaye.....
Lakho hote h diwane bhi ese jo mohbat na mile to fna Ho jaye..
Shakaib Ahmed (Gopi)
Par diwangi meri tere sath h.
Kahi m Mar jau or tujhe mujh Se pyaar Ho jaye..
Isliye zindgi apni bin tere bashr krta jaunga.. Hogi har pal mujhe zarurat Teri. Par Mai na kbhi tujhe bhulaunga...
Teri galiyo se jab m guzru chehre ka tere didar Ho jaye....
Jab waqt bura aayega Tera.
Khud ba khud sath nibhane aaunga Tera..
Ye na sochna ehsan kar jaunga..
 Mai bus apnA farz nibhaunga or chalaa jaunga..
Teri galiyo Se jab m guzaru chehre ka tere didar Ho jaye..
Wo pehli si mohbat bus ek baar fir Ho jaye.... ๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™
Poem By:- Shakaib ahmed (gopi)

No comments:

Post a Comment